Life Time Ke Liye 1000 Gb Free Storage Kaise Milega ?

Life Time Ke Liye 1000 Gb Free Storage Kaise Milega?

 Hello Everyone! Aap sabhi jante hain ki aaj kal Technology bahut hi Tezi se badhta jaa raha hai , aur jaise jaise naye naye technology aa rahi hai, waise waise hamari zarurat bhi bhadhti jaa rahi rahi hai , Ham jyada se jyada Work Digitally karna chahte hain. 

      Kabhi Kabhi Kya Hota hai ki hame apne Mobile me  Save Documents, Photos, Clips, Audio, Videos, Pdf etc. Files ko Safe Ya Private Rakhna Chahte Hain, jiske liye hame phone se hatana pad jata hai taaki koi use dekh naa le. lekin iske liye hame ye sabhi files ko kisi server par Upload karni padti hai , (Example:- Google Drive) .

         

Life Time Ke Liye 1000 Gb Free Storage Kaise Milega?

Life Time Ke Liye 1000 Gb Free Storage Kaise Payein ?


   Agar aapke paas Android Smartphone hai to aapke Phone Mein Google Drive Pahle se Installed rahega , bas aapko Gmail Account Se Login karna hai, to aap Google Drive Mein Videos, Photos, Documents, Audio etc. Upload Kar Sakte Hain . Lekin aap Google Drive mein Free mein 15GB Storage Tak Files Upload Kar Sakte Ho. agar aap 15Gb se Jyada Storage paana Chahte Hain to Aapko Purchase karna Padega. lekin main iss post mein aapko 1000 Gb Free Storage kaise Mil Sakta hai,


1000 Gb Free Storage Kaise Milega?

Agar Aap Free Mein 1000Gb Storage Kaise Paye? ke baare mein jankari pana chahte hain to aapke Paas Android Smartphone hona Chahiye , (agar aapke pass Apple ka Phone Hain tab bhi aap App Store se iss Application ko Install kar Sakte Hain) . Is Post Mein Android Smartphone Ke Liye Batate wala hun. to aapko 1000 Gb Free Storage Paane Ke Liye Aapko Apne Android Mobile Phone Mein TeraBox Application ko Install Karna Ho Hoga . TeraBox Application Free Install aur Login Kar Sakte Hain. Jab Aap TeraBox Application Download kar ke Install Karte Hain aur Registration Karte Hain Tabhi aapko TeraBox, 1000 Gb Free Cloud Storage Provide Kar Deta Hai.


TeraBox Kya Hai?

TeraBox free cloud storage provides karane wala Server hai jispe aap 1024Gb tak Files Upload Kar Saktein Hain. 

TeraBox ki Khud Ki Website www.terabox.com hai aur TeraBox Mobile Application bhi hai jo Android, iPhone, Mac, Windows ke liye bhi Available hai.

How to Get Free 1000 Gb Cloud Storage From TeraBox?

Free 1000 Gb Cloud Storage pane ke liye apne mobile me Terabox application ko download kar Install Karna hai.

Terabox App ko Open kar ke Email Id se Sign Up/login karna hai, Sare Permission Ko Allow/Agree kar lena hai, uske Baad Apko 100Gb Ka Cloud Storage Mil Jata Hai . Ab aapko 1024 Gb Cloud Storage Paane Ke Liye Kuchh Task Pura Karna Hoga , to Task Pura Karne ke Baad Aapko 1024 Gb ka Cloud Storage Mill Jayega.

How to Get Free 1000 Gb Cloud Storage From TeraBox?


TeraBox Application Download Kaise Kare ?

TeraBox Application Mobile Mein Install Karne Ke Liye Apne Moblie Ke Play Store / App Store me TeraBox Search Kar Install Kar Kar Sakte Hain.

TeraBox Application Ko Niche Diye Gaye Link Se Bhi Download Kar Sakte Hain :